01-25-2013, 02:54 AM
Wiladat Mubarak.jpg (Size: 26.1 KB / Downloads: 586)
Duniya Mein Bohat Si Kitabain Hain Magar Ghilaaf Sirf
“QURAN e PAK”
Ko He Charhaya Jata Hai
Duniya Mein Bohat Si Emartain Hain Lekin Sirf
“KHANA KAABA”
Ko He Dhanpa Jata Hai
Duniya Mein Kaseer Tadaad Mein Aurtain Hain Magar Pardah Sirf Musalmaan Khwateen He Karti Hain”
Yani K
Hamesha Izzat Ki Cheez Ko He Parday Mein Rakha Jata Hai
