08-31-2014, 12:07 AM
Namaze-e-eid mardon par wajib hai ?
Namaz eid-ul-fitr aur eid-ul-azha mardon par wajib hai is ka chorna gunah hai. Han agar sharyi safar mein hon jis ka biyan namaz qasar ke biyan mein guzra to in namazon mein shirkat na karne ki ijazat hai
