07-09-2010, 03:17 AM
oh bhai meray girls ajj kal pilot bhi han. ab islam nay koi kam karnay say tu mana nahen keya girls ko. baki ajj kal pakistan main dekh lo aur apnay app ko bhi. hum kitna islam follow kar rahay han aur islam kay nam par kia kia gul khila rahay han.